Example Image

Best Gareebi Shayari in Hindi || New Latest Gareebi Shayari Status 2021

Gareebi Shayari, New Gareebi Shayari, Latest Gareebi Shayari, Best Gareebi Shayari, Best Gareebi Shayari in Hindi and English.     font. New Shayari, Hindi SMS and Whatsapp Status Collection of 2021, New Gareebi Shayari, Best Gareebi Shayari, Latest Gareebi Shayari, Gareebi Shayari

Fek Rahe Tum Khana - Gareebi Shayari

Gareebi Shayari, New Gareebi Shayari, Latest Gareebi Shayari, Best Gareebi Shayari, Best Gareebi Shayari in Hindi and English.     font. New Shayari, Hindi SMS and Whatsapp Status Collection of 2021, New Gareebi Shayari, Best Gareebi Shayari, Latest Gareebi Shayari, Gareebi Shayari


Fek Rahe Tum Khana Kyuki, Aaj Roti Thodi Sookhi Hai,
Thodi Ijzat Se Fenkna Saaheb, Meri Beti Kal Se Bhookhi Hai.

फ़ेक रहे तुम खाना क्योंकि, आज रोटी थोड़ी सूखी है,
थोड़ी इज्ज़त से फेंकना साहेब, मेरी बेटी कल से भूखी है।

Jab Bhi Dekhta Hoon... Kisi Gareeb Ko Muskurate Huye,
Yakeenan Khushion Ka Taalluk Daulat Se Nahin Hota.

जब भी देखता हूँ... किसी गरीब को मुस्कुराते हुए,
यकीनन खुशिओं का ताल्लुक दौलत से नहीं होता।

Roj Sham Maidan Me Baith Ye Kahte Huye Ek Bachcha Rota Hai,
Ham Gareeb Hain Isalie Ham Gareeb Ka Koi Dost Nahin Hota Hai.

रोज शाम मैदान में बैठ ये कहते हुए एक बच्चा रोता है,
हम गरीब हैं इसलिए हम गरीब का कोई दोस्त नहीं होता है।

Kataar Bahut Lambi Thi Is Lie Subah Se Raat Ho Gai,
Ye Do Waqt Ki Roti Aaj Phir Mera Adhoora Khvab Ho Gai.

कतार बहुत लम्बी थी इस लिए सुबह से रात हो गयी,
ये दो वक़्त की रोटी आज फिर मेरा अधूरा ख्वाब हो गयी।

Ghar Me Chulha Jal Sake Isalie Kadi Dhoop Me Jalte Dekha Hai,
Haan Maine Gareeb Ki Saans Ko Gubbaro Me Bikte Dekha Hai.

घर में चूल्हा जल सके इसलिए कड़ी धूप में जलते देखा है,
हाँ मैंने गरीब की सांस को गुब्बारों में बिकते देखा है।


Janaaja Bhaari Tha Gareeb Ka - Gareebi Shayari

Gareebi Shayari, New Gareebi Shayari, Latest Gareebi Shayari, Best Gareebi Shayari, Best Gareebi Shayari in Hindi and English.     font. New Shayari, Hindi SMS and Whatsapp Status Collection of 2021, New Gareebi Shayari, Best Gareebi Shayari, Latest Gareebi Shayari, Gareebi Shayari


Janaaja Bahut Bhaari Tha Us Gareeb Ka,
Shayad Saare Aramaan Saath Liye Ja Raha Tha.

जनाजा बहुत भारी था उस गरीब का,
शायद सारे अरमान साथ लिए जा रहा था।

Ajeeb Mithas Hai Mujh Gareeb Ke Khoon Mein Bhi,
Jise Bhi Mauka Milta Hai Wo Peeta Jarur Hai.

अजीब मिठास है मुझ गरीब के खून में भी,
जिसे भी मौका मिलता है वो पीता जरुर है।

Wo Jinke Haath Mein Har Wakt Chhaale Rahte Hain,
Aabaad Unheen Ke Dam Par Mahal Wale Rahte Hain.

वो जिनके हाथ में हर वक्त छाले रहते हैं,
आबाद उन्हीं के दम पर महल वाले रहते हैं।

Kabhi Aansoo Kabhi Khushi Bechi, Ham Gareebo Ne Bekasi Bechi,
Chand Saanse Khareedne Ke Liye Roj Thodi Si Zindagi Bechi.

कभी आंसू कभी ख़ुशी बेची, हम गरीबों ने बेकसी बेची,
चंद सांसे खरीदने के लिए रोज थोड़ी सी जिन्दगी बेची।

Rukhi Roti Ko Baant Kar Khate Huye Dekha Maine,
Sadak Kinare Wo Bhikhari Shahanshaah Nikla.

रुखी रोटी को बाँट कर खाते हुये देखा मैंने,
सड़क किनारे वो भिखारी शहंशाह निकला।

Hazaron Dost Ban Jaate Hai, Jab Paisa Paas Hota Hai,
Toot Jata Hai Gareebi Mein... Jo Rishta Khaas Hota Hai.

हजारों दोस्त बन जाते है, जब पैसा पास होता है,
टूट जाता है गरीबी में... जो रिश्ता ख़ास होता है।


Jara Si Aahat Par - Gareebi Shayari

Jara Si Aahat Par - Gareebi Shayari, New Gareebi Shayari, Latest Gareebi Shayari, Best Gareebi Shayari, Best Gareebi Shayari in Hindi and English.     font. New Shayari, Hindi SMS and Whatsapp Status Collection of 2021, New Gareebi Shayari, Best Gareebi Shayari, Latest Gareebi Shayari, Gareebi Shayari


Ye Gandagi To Mahal Walon Ne Failai Hai Saahab,
Vrana Gareeb To Sadkon Se Thailiyan Tak Utha Lete Hain.

ये गंदगी तो महल वालों ने फैलाई है साहब,
वरना गरीब तो सड़कों से थैलीयाँ तक उठा लेते हैं।

Jara Si Aahat Par Jaag Jaata Hai Wo Raato Ko,
Ai Khuda Gareeb Ko Beti De To Darvaza Bhi De.

जरा सी आहट पर जाग जाता है वो रातो को,
ऐ खुदा गरीब को बेटी दे तो दरवाज़ा भी दे।

Marham Laga Sako To Kisi Gareeb Ke Jakhmo Par Laga Dena,
Hakeem Bahut Hain Bazaar Mein Ameeron Ke Ilaaj Ke Khaatir.

मरहम लगा सको तो किसी गरीब के जख्मों पर लगा देना,
हकीम बहुत हैं बाजार में अमीरों के इलाज के खातिर।

Rajai Ki Rut Gareebi Ke Aangan Mein Dastak Deti Hai,
Jeb Garam Rakhne Wale Thand Se Nahin Marte.

रजाई की रुत गरीबी के आँगन में दस्तक देती है,
जेब गरम रखने वाले ठण्ड से नहीं मरते।

Yahan Gareeb Ko Marne Ki Isaliye Bhi Jaldi Hai Sahab,
Kahin Jindgi Ki Kashmkash Mein Kafan Mahnga Na Ho Jae.

यहाँ गरीब को मरने की इसलिए भी जल्दी है साहब,
कहीं जिन्दगी की कशमकश में कफ़न महँगा ना हो जाए।


Bhookhe Bachche Ko - Gareebi Shayari

Bhookhe Bachche Ko - Gareebi Shayari, New Gareebi Shayari, Latest Gareebi Shayari, Best Gareebi Shayari, Best Gareebi Shayari in Hindi and English.     font. New Shayari, Hindi SMS and Whatsapp Status Collection of 2021, New Gareebi Shayari, Best Gareebi Shayari, Latest Gareebi Shayari, Gareebi Shayari


Sula Diya Maa Ne Bhookhe Bachche Ko Ye Kahkar,
Pariyaan Aaengi Sapno Mein Rotiyaan Lekar.

सुला दिया माँ ने भूखे बच्चे को ये कहकर,
परियां आएंगी सपनों में रोटियां लेकर।

Ameeri Ka Hisaab To Dil Dekh Ke Keejiye Saaheb,
Varna Gareebi To Kapdo Se Hi Jhalak Jaati Hai.

अमीरी का हिसाब तो दिल देख के कीजिये साहेब,
वरना गरीबी तो कपड़ो से ही झलक जाती है।

Bhookh Se Bilakhte Huye Wo Phir Nahin Soya
Ek Aur Raat Bhari Padi Gareebi Par.

भूख से बिलखते हुए वो फिर नहीं सोया
एक और रात भारी पड़ी गरीबी पर।

Kaise Mohabbat Karoon Bahut Gareeb Hoon Saahab,
Log Bikte Hain Aur Main Khareed Nahin Paata.

कैसे मोहब्बत करूं बहुत गरीब हूँ साहब,
लोग बिकते हैं और मैं खरीद नहीं पाता।

Un Gharon Mein Jahaan Mitti Ke Ghade Rahte Hain,
Kad Mein Chhote Hon Magar Log Bade Rahte Hain.

उन घरों में जहाँ मिट्टी के घड़े रहते हैं,
क़द में छोटे हों मगर लोग बड़े रहते हैं।


Gareeb Chehra Muskurata Hoga - Gareebi Shayari

Gareeb Chehra Muskurata Hoga - Gareebi Shayari, New Gareebi Shayari, Latest Gareebi Shayari, Best Gareebi Shayari, Best Gareebi Shayari in Hindi and English.     font. New Shayari, Hindi SMS and Whatsapp Status Collection of 2021, New Gareebi Shayari, Best Gareebi Shayari, Latest Gareebi Shayari, Gareebi Shayari


Khuda Ke Dil Ko Bhi Sukoon Aata Hoga,
Jab Koi Gareeb Chehra Muskurata Hoga.

खुदा के दिल को भी सुकून आता होगा,
जब कोई गरीब चेहरा मुस्कुराता होगा।

Bahut Jaldi Seekh Lete Hain, Zindagi Ke Sabak,
Gareeb Ke Bachche Baat Baat Par Jid Nahin Karate.

बहुत जल्दी सीख लेते हैं, ज़िन्दगी के सबक,
गरीब के बच्चे बात बात पर जिद नहीं करते।

Wo Roj Roj Nahin Jalta Saahab,
Mandir Ka Diya Thode Hi Hai Gareeb Ka Choolha Hai.

वो रोज रोज नहीं जलता साहब,
मंदिर का दिया थोड़े ही है गरीब का चूल्हा है।

Yoon Na Jhaanka Karo Kisi Gareeb Ke Dil Mein,
Vahaan Hasraten Belibaas Raha Karti Hain.

यूँ न झाँका करो किसी गरीब के दिल में,
वहाँ हसरतें बेलिबास रहा करती हैं।

Saham Uthte Hain Kachche Makan Pani Ke Khauf Se,
Mahlon Ki Aarazoo Ye Hai Ki Barsaat Tej Ho.

सहम उठते हैं कच्चे मकान पानी के खौफ़ से,
महलों की आरज़ू ये है कि बरसात तेज हो।