Many poets have written Maut shayari on death words, out of which today we are going to present some special quotes in Hindi. Death is the one from which every person wants to run away, but this is a law of nature that no one can change and no matter how much a person can escape. Many poets have written one to one shayari on death word, out of which today we are going to present some special shayari in front of you or say death quotes in hindi.
Read Maut Shayari in Hindi, New & Best Maut Shayari with image, Maut Shayari facebook whatsapp status, Latest Maut Shayari in hindi font, Top Maut Shayari of 2021. Collection of Death Status in Hindi Two Lines "Maut Shayari 2 Lines Hindi", read in Shayari On Topics Very Very Sad Death SMS, Shayari On Maut Ki Dua, in this collection of Shayari on Death
Last Updated: [Today]
Maut Ka Ehsaas - Maut Shayari
Sansen Ruk Jaati Hain Jab Maut Aati Hai,
Sansen Hi Magar Maut Ka Ehsaas Kyon Hai.
Breaths stop when death comes,
breath itself but why is there a feeling of death.
Zindagi Se to Khair Shikawa Tha,
Muddaton to Maut Ne Bhi Tarasaya.
Life was full of
misery, issues also led to death.
Maine Apni Maut Ki Afavaah Udai Thi,
Dushman Bhi Kah Uthe ... Aadmi Achchha Tha.
I had rumored my death,
even the enemies said ... the man was good.
Maut Ko To Yoon Hi Badnaam Karte Hain Log,
Takleef to Hamen Zindagi Deti Hai ....
People defame death just like that,
suffering gives us life….
Ek Maut Hi Hai - Maut Shayari
Na Chaand Apna Tha Aur Na Tu Apana Tha,
Kaash Dil Bhi Maan Leta Ki Sab Sapna Tha
Koi Nahi Aaega Meri Zidngi Me Tumhare Siva,
Ek Maut Hi Hai Jiska Main Vada Nahi Karta.
ना चाँद अपना था और ना तू अपना था,
काश दिल भी मान लेता की सब सपना था
कोई नही आएगा मेरी ज़िदंगी मे तुम्हारे सिवा,
एक मौत ही है जिसका मैं वादा नही करता।
Jyada Lagav Na Rakh Mujhse ,
Mere Dushman Kahte Hai Meri Umr Chhoti Hai ,
Dar Maut Ka Nahin, Tere Akelepan Ka Hai.
ज्यादा लगाव ना रख मुझसे ,
मेरे दुश्मन कहते है मेरी उम्र छोटी है ,
डर मौत का नहीं, तेरे अकेलेपन का है।
Kisi Ne Mujhse Poochha Dil Ka Matlab
Maine Hanske Kah Diya Thikana Tera.
Jab Poochha Suhani Shaam Kise Kahte Hain,
Maine Itra Ke Kah Diya Chahna Tera.
Usne Poochha Ke Batao Ye Qayamat Kya Hai,
Maine Ghabra Ke Kah Diya Rooth Jana Tera.
Maut Kahte Hain Kise Jab Mujhse Poochha,
Maine Aankhen Jhuka Kar Kaha Chhod Jana Tera.
किसी ने मुझसे पूछा दिल का मतलब
मैने हँसके कह दिया ठिकाना तेरा।
जब पूछा सुहानी शाम किसे कहते हैं,
मैने इतरा के कह दिया चाहना तेरा।
उसने पूछा के बताओ ये क़यामत क्या है,
मैने घबरा के कह दिया रूठ जाना तेरा।
मौत कहते हैं किसे जब मुझसे पूछा,
मैने आँखें झुका कर कहा छोड़ जाना तेरा।
Maut Paas Nahin Aati - Maut Shayari
Jeena Chahata Hun Magar Zindagi Raas Nahin Aati,
Marna Chahta Hun Magar Maut Paas Nahin Aati,
Udas Hoon Is Zindagi Se Isaliye Kyoki,
Uski Yaaden Tadpane Se Baaj Nahin Aateen.
जीना चाहता हूँ मगर जिंदगी रास नहीं आती,
मरना चाहता हूँ मगर मौत पास नहीं आती,
उदास हूँ इस जिंदगी से इसलिए क्योंकि,
उसकी यादें तड़पाने से बाज नहीं आतीं।
Aasmaan Ke Pare Mukam Mil Jaye,
Rab Ko Mera Ye Paigaam Mil Jaye,
Thak Gayi Hai Dhadakane Ab To Chalte Chalte,
Thahare Sanse To Shayad Aaram Mil Jaye.
आसमान के परे मुकाम मिल जाए,
रब को मेरा ये पैगाम मिल जाए,
थक गयी है धड़कनें अब तो चलते चलते,
ठहरे सांसे तो शायद आराम मिल जाए।
Zindagi Zakhmon Se Bhari Hai,
Waqt Ko Marham Banana Seekh Lo,
Harna To Hai Hi Maut Ke Hathon Ek Din,
Filhaal Zindagi Ko Jeena Seekh Lo.
ज़िंदगी ज़ख्मों से भरी है,
वक़्त को मरहम बनाना सीख लो,
हारना तो है ही मौत के हाथों एक दिन,
फिलहाल ज़िंदगी को जीना सीख लो।
Maut Ka Dar, Zindagi Ke Dar Se Hi Aata Hai,
Jo Shakhs Bharpoor Zindagi Jeeta Hai,
Vah Kisi Bhi Waqt
Maut Ko Gale Lagane Ke Liye Taiyar Rahta Hai.
मौत का डर, जिंदगी के डर से ही आता है,
जो शख्स भरपूर जिंदगी जीता है,
वह किसी भी वक्त
मौत को गले लगाने के लिए तैयार रहता है।
Maut Ki Dua - Maut Shayari
Yun Dil Se Dil Ko Juda Na Kijiyega,
Jara Soch Samajh Kar Faisla Kijiyega,
Agar Jee Sakte Ho Aap Mere Bina,
To Beshak Meri Maut Ki Dua Kijiyega.
यूँ दिल से दिल को जुदा न कीजियेगा,
ज़रा सोच समझ कर फैसला कीजियेगा,
अगर जी सकते हो आप मेरे बिना,
तो बेशक मेरी मौत की दुआ कीजियेगा।
Wo Din Din Nahi, Wo Raat Raat Nahi,
Wo Pal Pal Nahi, Jis Pal Teri Yaad Nahi,
Teri Yaadon Se Maut Hame Alag Kar Sake,
Maut Ki Bhi Ye Aukat Nahi.
वो दिन दिन नहीं, वो रात रात नहीं,
वो पल पल नहीं, जिस पल तेरी याद नहीं,
तेरी यादों से मौत हमे अलग कर सके,
मौत की भी ये औकात नहीं।
Best Maut Shayari in Hindi [pyear] - [year]
Hamari Har Khata Pe Naraz Na Hona,
Apni Pyari Si Muskurahat Ko Kabhi Na Khona,
Sukun Milta Hai Dekh Kar Aapki Muskurahat,
Hume Maut Bhi Aaye To Bhi Mat Rona.
हमारी हर खता पे नाराज़ न होना,
अपनी प्यारी सी मुस्कराहट को कभी न खोना,
सुकून मिलता है देख कर आपकी मुस्कराहट,
हमे मौत भी आये तो भी मत रोना।
Ek Din Nikla Sair Ko Mere Dil Mein Kuchh Armaan The,
Ek Taraf Thi Jhadiyaan Ek Taraf Shmshaan The,
Pair Tale Ik Haddi Aai Uske Bhi Yahi Bayaan The,
Chalne Vale Sambhal Kar Chalna Ham Bhi Kabhi Insaan The.
एक दिन निकला सैर को मेरे दिल में कुछ अरमान थे,
एक तरफ थी झाड़ियाँ एक तरफ श्मशान थे,
पैर तले इक हड्डी आई उसके भी यही बयान थे,
चलने वाले संभल कर चलना हम भी कभी इंसान थे।
Maut Se Keh Do - Maut Shayari
Maut Se Keh Do Ki Hum Se Naraazgi Khatam Kar Le Ab,
Wo Bhi Bahut Badal Gaye Hain Jinke Liye Jiya Karte The Hum.
मौत से कह दो की हम से नाराज़गी खत्म कर ले अब,
वह भी बहुत बदल गए हैं जिनके लिए जिया करते थे हम।
Aashiq Marte Nahin Sirf Dafnae Jaate Hain,
Kabr Khod Kar Dekho Intzaar Mein Paye Jaate Hain.
आशिक़ मरते नहीं सिर्फ दफनाए जाते हैं,
कब्र खोद कर देखो इंतज़ार में पाए जाते हैं।
Intezaar Hai Hamen To Bas Apni Maut Ka,
Unka Vada Hai Ki Us Din Mulakaat Hogi.
इंतज़ार है हमें तो बस अपनी मौत का,
उनका वादा है कि उस दिन मुलाकात होगी।
Palkein Khuli Subah To Yeh Jaana Humne,
Maut Ne Aaj Phir Se Humein Zindagi Ke Hawale Kar Diya.
पलकें खुली सुबह तो यह जाना हमने,
मौत ने आज फिर से हमें ज़िन्दगी के हवाले कर दिया।
Log Kahte Hain Ki Ladkiyan Zindagi Hoti Hain Maut Nahi,
Magar Wo Kya Jane Ki Dhoka Bhi Zindagi Deti Hai Maut Nahi.
लोग कहते हैं कि लड़कियां ज़िन्दगी होती हैं मौत नहीं,
मगर वह क्या जाने की ढोका भी ज़िन्दगी देती है मौत नहीं।
Rukhasat Hue Teri Gali Se Ham Aaj Kuchh Is Kadar,
Logo Ke Muh Pe Raam Naam Tha Aur Mere Dil Mein Bas Tera Naam.
रुखसत हुए तेरी गली से हम आज कुछ इस कदर,
लोगो के मुह पे राम नाम था और मेरे दिल में बस तेरा नाम।
Kafan Uthaya Nahi Jata - Maut Shayari
Kitna Dard Hai Dil Mein Dikhaya Nahi Jata,
Kisi Ki Barbadi Ka Kissa Sunaya Nahi Jata,
Ek Baar Jee Bhar Ke Dekh Lo Iss Chehre Ko,
Kyunki Bar Bar Kafan Muh Se Uthaya Nahi Jata.
How much pain is not shown in the heart, the
story of someone's ruin is not told,
once in a lifetime, see this face,
because the shroud is not lifted again and again.
Na Meri Koi Manzil Hai Na Kinara,
Tanhai Meri Mehfil Aur Yaadein
Mera Sahara, Tum Se Bichadar Ke
Kuch Yun Waqt Guzara, Kabhi Zindagi
Ko Tarse Kabhi Maut Ko Pukara.
I have no destination, no edge,
loneliness, my memories and memories are
my support, I have spent
some time on the sidelines, sometimes I
have loved my life ever since I have called myself to death.
Best Maut Shayari in Hindi [pyear] - [year]
Is Aas Me Chala Jaunga Main Ye Jahan Chor Kar,
Ke Shayad Mera Marna Hi Kuchh Kaam Aayega,
Shayad Chali Aaye Tu Us Pal Mere Paas Daudkar,
Jis Pal Tere Paas Meri Maut Ka Paigam Aayega.
I will leave this place, where I will leave this,
that maybe my death will be of some use,
maybe you will run to me at that moment,
the moment you will receive the message of my death.
Maut Mangte Hain - Maut Shayari
Maut Mangte Hain To Zindagi Khfa Ho Jati Hai,
Zehar Late Hain To Wo Bhi Dawa Ho Jata Hai.
Tu Hi Bta Ay Mere Dost Kya Karun.
Jisko Bhi Chahte Hain Wo Bewafa Ho Jata Hai.
मौत मांगते हैं तो ज़िन्दगी खफा हो जाती है,
ज़ेहर लाते हैं तो वो भी दवा हो जाता है,
तू ही बता ए मेरे दोस्त क्या करूँ,
जिसको भी चाहते हैं वो बेवफा हो जाता है।
Kismat Ne Bar-Bar Bachaya Hun Main,
Maut Ke Muh Se Bhi Wapas Laut Aaya Hun Main,
Kyun Ki Ham Par Itni Rahmat Ai Khuda,
Pahle Hi Unki Rahmat Ka Sataya Hun Mein.
किस्मत ने बार-बार बचाया हूँ मैं,
मौत के मुंह से भी वापस लौट आया हूँ मैं,
क्यों की हम पर इतनी रहमत ऐ खुदा,
पहले ही उनकी रहमत का सताया हूँ मैं।
Aaj Usne Apni Alag Duniya Basai Hai,
Meri Zindagi Bhi Maut Se JeetTi Aayi Hai,
Jitna Todna Chahta Hun Zindagi Ke Taar Main,
Utna Hi Khuda Ne Meri Umar Badhai Hai.
आज उसने अपनी अलग दुनिया बसाई है,
मेरी ज़िन्दगी भी मौत से जीतती आयी है,
जितना तोडना चाहता हूँ ज़िन्दगी के तार मैं,
उतना ही खुदा ने मेरी उम्र बड़ाई है।
Meri Maut Par - Maut Shayari
Ishq Ke Naam Par Deewane Chale Aate Hain,
Shama Ke Peeche Parwane Chale Aate Hain,
Tumhe Yaad Na Aaye Toh Chale Aana Meri Maut Par,
Uss Din Toh Begaane Bhi Chale Aate Hain.
इश्क के नाम पर दीवाने चले आते हैं,
शमा के पीछे परवाने चले आते हैं,
तुम्हें याद ना आये तो चले आना मेरी मौत पर,
उस दिन तो बेगाने भी चले आते हैं।
Pyar Aur Maut Se Darta Kaun Hai,
Pyar To Ho Jata Hai Karta Kaun Hai,
Ham To Kar Den Pyar Me Jaan Bhi Kurban,
Par Hamen Ye Pata To Chale
Hamse Pyar Karata Kaun Hai.
प्यार और मौत से डरता कौन है,
प्यार तो हो जाता है करता कौन है,
हम तो कर दें प्यार में जान भी कुर्बान,
पर हमें ये पता तो चले
हमसे प्यार करता कौन है।
Kuchh Saanse Bachi Hain Aakhiri Bar Deedar De Do,
Jhutha Hi Sahi Ek Baar Magar Pyaar De Do,
Zindgi To Veeran Thi Par Maut Toh Gumnaam Na Ho,
Mujhe Gale Laga Lo Fir Maut Mujhe Hajaar De Do.
कुछ साँसे बची हैं आखिरी बार दीदार दे दो,
झूठा ही सही एक बार मगर तुम प्यार दे दो,
जिंदगी तो वीरान थी मौत भी गुमनाम ना हो,
मुझे गले लगा लो फिर मौत मुझे हजार दे दो।
Meri Maut Ki Wajah - Maut Shayari
Lamha Lamha Saansein Khatam Ho Rahi Hain,
Zindagi Maut Ke Pehlu Mein So Rahi Hai,
Us Bewafa Se Naa Poocho Meri Maut Ki Wajah,
Wo To Zamane Ko Dikhane Ke Liye Ro Rahi Hai.
लम्हा लम्हा सांसें खत्म हो रही हैं,
ज़िन्दगी मौत के पहलू में सो रही है,
उस बेवफा से ना पूछो मेरी मौत की वजह,
वह तो ज़माने को दिखने के लिए रो रही है।
Ankhein Khuli Ho To Chehra Tumhara Ho,
Aankhein Bandh Ho To Sapna Tumhara Ho,
Mujhe Maut Ka Dar Nahi Hoga,
Agar Kafan Ki Jagah Dupatta Tumhara Ho.
आंखें खुली हो तो चेहरा तुम्हारा हो,
आँखें बंद हो तो सपना तुम्हारा हो,
मुझे मौत का डर नहीं होगा,
अगर कफ़न की जगह दुपट्टा तुम्हारा हो।
Ab Tak Hum Muntzir Hain Jinke Ai Khuda,
Unko Hamara Khayal Tak Na Aaya,
Unke Ishq Mein Hamari Jaan Tak Chali Gayi,
Aur Unko Hamari Maut Ka Malal Tak Na Aaya.
अब तक हम मुन्तजिर हैं जिनके ऐ खुदा,
उनको हमारा ख्याल तक न आया,
उनके इश्क में हमारी जान तक चली गयी,
और उनको हमारी मौत का मलाल तक न आया।
Maut Ka Paigam - Maut Shayari
Kaun Jane Kab Maut Ka Paigam Aa Jaye,
Zindagi Ki Akhari Sham Aa Jaye,
Hum To Dhundhte Hain Waqt Aisa Jab,
Hamari Zindagi Apke Kam Aa Jaye.
कौन जाने कब मौत का पैगाम आ जाये,
ज़िंदगी की आखरी शाम आ जाये,
हम तो ढूंढते हैं वक़्त ऐसा जब,
हमारी ज़िन्दगी आपके काम आ जाये।
Meri Har Khata Pe Naraj Na Hona,
Apni Pyari Si Muskaan Kabhi Na Khona,
Sukoon Milta Hai Dekh Kar Aapki Hansi Ko,
Mujhe Maut Bhi Aa Jaye To Bhi Na Rona.
मेरी हर खता पे नाराज न होना
अपनी प्यारी सी मुस्कान कभी न खोना
सुकून मिलता है देख कर आपकी हंसी को
मुझे मौत भी आ जाये तो भी न रोना।
Jo Aapne Na Liya Ho Aisa Koi Imtehaan Na Raha,
Insaan Aakhir Mohabbat Mein Insaan Na Raha,
Hai Koi Basti Jahan Se Na Utha Ho Janaza Diwane Ka,
Ashiq Ki Qurbat Se Mahroom Koi Qabristan Na Raha.
जो आपने न लिया हो, ऐसा कोई इम्तिहान न रहा,
इंसान आखिर मोहब्बत में इंसान न रहा,
है कोई बस्ती, जहां से न उठा हो ज़नाज़ा दीवाने का,
आशिक की कुर्बत से महरूम कोई कब्रिस्तान न रहा।
Dua Me Apni Maut Mangi - Maut Shayari
Maine Khuda Se Ek Dua Mangi,
Dua Me Apni Maut Mangi,
Khuda Ne Kaha Maut To Tujhe De Dun,
Par Uska Kya
Jisne Har Dua Me Teri Zindagi Mangi.
मैंने खुदा से एक दुआ मांगी,
दुआ में अपनी मौत मांगी,
खुदा ने कहा मौत तो तुझे दे दूँ,
पर उसका क्या जिसने हर दुआ में तेरी जिंदगी मांगी।
Maut Ke Baad Yaad Aa Raha Hai Koi,
Mitti Meri Kabr Se Utha Raha Hai Koi,
Ai Khuda Do Pal Ki Mohlat Aur De De,
Udas Meri Kabr Se Ja Raha Hai Koi.
मौत के बाद याद आ रहा है कोई,
मिटटी मेरी कब्र से उठ रहा है कोई,
ऐ खुदा दो पल की मोहलत और दे दे,
उदास मेरी कबर से जा रहा है कोई।
Ai Maut, Main Tujhe Gale Lagana Chahta Hun,
Kitni Wafa Hai Tujh Mein Ye Aazmana Chahta Hun,
Rulaya Hai Bahut Duniya Mein Logo Ne Mujhe,
Mile Jo Tera Saath To Main Logo Ko Rulana Chahta Hun.
ऐ मौत, मैं तुझे गले लगाना चाहता हूँ,
कितनी वफ़ा है तुझ में यह आज़माना चाहता हूँ,
रुलाया है बहुत दुनिया में लोगो ने मुझे,
मिले जो तेरा साथ तो मैं लोगो को रुलाना चाहता हूँ।
Maut Ki Afwaah - Maut Shayari
Aata Hai Kaun Kaun Tere Gham Ko Baantne,
Tu Apni Maut Ki Afwaah Udaa Ke Dekh
Who comes to share your misery,
you see the rumor of your death.
Ai Maut Aa Kar Humko Khamosh To Kar Gayi Tu,
Magar Sadiyon Dilon Ke Andar Hum Gunjte Rahenge
You have silenced me after death,
but we will continue to resonate in our hearts for centuries.
Ishq Kehta Hai Mujhe Ek Baar Karke Dekh,
Tujhe Maut Se Na Mila Diya To Kahna.
Ishq says look at me once, if
you do not mix me with death, then say it.
Best Maut Shayari in Hindi [pyear] - [year]
Hai maut ka intezaar par unpe bhi aitbaar hai,
dekhein pehele woh aate hain ya phir maut
He is also waiting for death,
see if he comes first or death.
Maut Ne Chupke Se Najane Kya Kaha,
Aur Zindagi Khamosh Ho Kar Reh Gayi.
What death said secretly,
and the life remained silent.
Teri Berukhi Aur Teri Meherbaani,
Yehi Maut Hai Aur Yehi Zindgaani.
Your
foolishness and your kindness, this is death and this is life.
Maut Ki Neend Sula Diya - Maut Shayari
Itni Shiddat Se Chaha Use Ki Khud Ko Bhi Bhula Diya,
Unke Liye Apne Dil Ko Kitni Hi Baar Rula Diya,
Ek Baar Hi Thukraya Unhone,
Aur Humne Khud Ko Maut Ki Neend Sula Diya.
इतनी शिद्दत से चाहा उसे की खुद को भी भुला दिया,
उनके लिए अपने दिल को कितनी ही बार रुला दिया,
एक बार ही ठुकराया उन्होंने,
और हमने खुद को मौत की नींद सुला दिया।
Vaade Bhi Usne Kya Khoob Nibhaye Hain,
Zakham Or Dard Tohfe Mein Bhijwaye Hai,
Is Se Badhkar Wafa Ki Misaal Kya Hogi,
Maut Se Pehle Maut Ka Saman Le Aaye Hai.
वादे भी उसने क्या खूब निभाए हैं,
ज़ख़्म और दर्द तोहफे में भिजवाये है,
इस से बढ़कर वफ़ा की मिसाल क्या होगी,
मौत से पहले मौत का सामान ले आये है।
Kitna Aur Dard Dega Bas Itna Bata De,
Aisa Kar Aye Khuda Meri Hasti Mita De,
Yun Ghut-Ghut Ke Jeene Se Maut Behtar Hai,
Main Kabhi Na Jagun Mujhe Aisi Neend Sula De.
कितना और दर्द देगा बस इतना बता दे,
ऐसा कर ऐ खुदा मेरी हस्ती मिटा दे,
यूं घुट घुट के जीने से तो मौत बेहतर है,
मैं कभी न जागूं मुझे ऐसी नींद सुला दे।
Maut Ka Kisko Pata - Maut Shayari
Ik Tum Ho Jise Pyar Bhi Yaad Nahi,
Ik Mein Hun Jise Or Kuch Yaad Nahi,
Zindagi Maut Ke Do Hi To Tarane Hain,
Ik Tume Yaad Nahi Ik Mujhe Yad Nahi.
इक तुम हो जिसे प्यार भी याद नहीं,
इक में हूँ जिसे और कुछ याद नहीं,
ज़िन्दगी मौत के दो ही तो तराने हैं,
इक तुम्हें याद नहीं इक मुझे याद नहीं।
Usne Mujhse Vaade To Hazaron Kiye The,
Kaash Ek Vaada Hi Usne Nibhaya Hota,
Maut Ka Kisko Pata Ki Kab Ayegi,
Par Kaash Usne Zinda Jalaya Na Hota.
उसने मुझसे वादे तो हजारों किये थे ,
काश एक वादा ही उसने निभाया होता,
मौत का किसको पता कि कब आएगी,
पर काश उसने जिंदा जलाया न होता।
Mohabat Ki Har Gali Gumnaam Kyu Hai,
Judai Or Maut Ishq Ka Anjaam Kyu Hai,
Log Dete Hain Naam Ise Paakeezgi Ka,
To Ye Mohabbat Itni Badnaam Kyu Hai.
मोहबत की हर गली गुमनाम क्यों है,
जुदाई और मौत इश्क का अंजाम क्यों है,
लोग देते हैं नाम इसे पाकीज़गी का,
तो ये मोहब्बत इतनी बदनाम क्यों है।
Maut Ki Wadaiyon Se - Maut Shayari
Tum Dard Bhi Ho Mera Aur Dard Ki Dawa Bhi Ho,
Meri Maut Ka Karan Bhi Ho Tum, Jeene Ki Vajah Bhi Ho,
Khuli Nazro Se Tum Door Ho Bahut Mujhse,
Band Ankhon Me Har Jagah Mere Paas Bhi Ho Tum.
You are also my pain and I am also a pain medicine,
you are also the cause of my death, you are also the reason for living,
you are far away from me with open eyes, you are
also with me everywhere in closed eyes
Maut Ki Wadaiyon Se,
Main Kabhi Khud Ko Bacha To Na Paaungi,
Par Jab Tak Chali Saanse,
Kasam Teri Ye Mohabbat Nibhaungi.
From the litigants of death,
I will never be able to save myself,
but till the last breath, I will
swear on you this love.
Best Maut Shayari in Hindi [pyear] - [year]
Teri Najron Se Door Ho Jayenge Hum,
Dur Fizaon Mai Kahin Kho Jayenge Hum,
Meri Yaadon Se Lipatkar Rone Aaoge Tum,
Jab Zameen Ko Odh Kar So Jayenge Hum.
We will be away from your eyes, we will be
lost somewhere in the distant places , we will start
crying from my memories,
when we will sleep by covering the ground.
Kal Agar Fursat Na Mili Toh Kya Hoga,
Itni Mohlat Na Mili Toh Kya Hoga,
Roj Kahte Ho Kal Milenge Kal Milenge,
Kal Ye Aankhein Na Khuli To Kya Hoga.
What would happen if I did not get free time tomorrow, what would happen if I did not get so much time
,
I would say every day I will meet tomorrow , what will happen tomorrow
if these eyes are not opened.
Maut Se Pahle - Maut Shayari
Kya Kahun Tujhe... Khwab Kahun To Toot Jayega,
Dil Kahun, To Bikhar Jaayega.
Aa Tera Naam Zindagi Rakh Doon,
Maut Se Pahle To Tera Saath Chhoot Na Payega.
क्या कहूँ तुझे... ख्वाब कहूँ तो टूट जायेगा,
दिल कहूँ, तो बिखर जायेगा।
आ तेरा नाम ज़िन्दगी रख दूँ,
मौत से पहले तो तेरा साथ छूट न पायेगा।
Mere Ishq Mein Kashish To Bahut Hai,
Magar wo Patthar Dil Pighalta Nahin,
Mile Khuda To Mangungi Usko,
Lekin Khuda Marne Se Pahale Milta Nahin.
मेरे इश्क में कशिश तो बहुत है,
मगर वो पत्थर दिल पिघलता नहीं,
मिले खुदा तो माँगूंगी उसको,
लेकिन ख़ुदा मरने से पहले मिलता नहीं।
Chain To Chhin Chuka Hai Ab Bas Jaan Baki Hai,
Abhi Mohabbat Mein Mera Imtehan Baki Hai,
Mil Jana Waqt Par Ai Maut Ke Farishte,
Kisi Ko Gila Hai Kisi Ka Farmaan Baki Hai.
चैन तो छिन चुका है अब बस जान बाकी है,
अभी मोहब्बत में मेरा इम्तेहान बाकी है,
मिल जाना वक़्त पर ऐ मौत के फ़रिश्ते,
किसी को गिला है किसी का फरमान बाकी है।
Ek Kabr Nai Hogi - Maut Shayari
Kahan Dhoondhoge Mujhko, Mera Pata Lete Jao,
Ek Kabr Nai Hogi Us Par Jalta Diya Ho.
Where will you find me, take my address,
a grave will be new and it will be burnt on it.
Bikhre Pade Hain Patthar Meri Qabr Ke,
Tum Jo Aa Jao To Marammat Ho Jaye.
The stones are scattered in my grave, if
you come then repair them.
Andar Se To Kab Ke Mar Chuke Hai Ham
Ai Maut Tu Bhi Aaja, Log Saboot Maangte Hain.
From the inside, when have you died, I am
a death, even people come to ask for proof.
Best Maut Shayari in Hindi [pyear] - [year]
Wo Itna Royi Meri Maut Par Mujhe Jagane Ke Liye,
Main Marta Hi Kyu Wo Thoda Ro Deti Mujhe Paane Ke Liye.
She cried so much to wake me up to my death,
why would I cry a little to get me.
Uski Najron Ke Saamne Meri Maut Ho Ai Khuda,
Aur Mujhe Chhoone Ka Hak Bas Sirf Use Na Ho.
God be my death in front of his eyes,
and he should not have the right to touch me.
Chale Aao Bas Aakhiri Sansen Bachi Hain Kuchh,
Tumhara Deedaar Ho Jaye Khul Jayen Meri Aankhen.
Come on, just the last breath is left, let
your eyes be opened, my eyes open.
Search for More Maut Shayari from here:
- death shayari
- death shayari in hindi
- death status
- death status in hindi
- marne ki shayari
- marne wali shayari
- maut ki shayari
- maut par shayari
- maut shayari hindi
- maut status
- maut status in hindi
- meri maut ki shayari
- mot ki shayari
- mout ki shayari
- shayari on death
- मोत की शायरी
- मौत की शायरी
- मौत पर शायरी
- मौत शायरी
- मौत स्टेटस इन हिंदी
Tags: Read Best Maut Shayari in Hindi, Marne Wali Shayari, New Death Poetry in Urdu, Maut Ki Shayari, Latest Death Shayari in Hindi, Kafan Shayari, Maut Status for Whatsapp. Maut Shayari in Hindi is about death in love. Read here our latest collection of maut shayari containing death shayari in hindi, marne ki shayari, kafan shayari, maut ki shayari, janaza shayari, sad maut status, mayyat shayari and qabr shayari. Read New Maut Shayari, Latest Maut Shayari, Best Maut Shayari in Hindi and English font. New Shayari, Hindi SMS and Whatsapp Status Collection of [pyear] - [year].
Read Best Maut Shayari in Hindi, Marne Wali Shayari, New Death Poetry in Urdu, Maut Ki Shayari, Latest Death Shayari in Hindi, Kafan Shayari, Maut Status for Whatsapp. Maut Shayari in Hindi is about death in love. Read here our latest collection of maut shayari containing death shayari in hindi, marne ki shayari, kafan shayari, maut ki shayari, janaza shayari, sad maut status, mayyat shayari and qabr shayari. Read New Maut Shayari, Latest Maut Shayari, Best Maut Shayari in Hindi and English font. New Shayari, Hindi SMS and Whatsapp Status Collection of [pyear] - [year].